best interesting facts of google in Hindi
aaj ke Samay Google ko Kaun Nahi Janta 1998 main Shuru Huva Yah search engine Aaj logo Ki daily life Ka hissa ban gaya hai agar aap logo se Pucho ki aap search engine mein aur bhi to bahut baare search engine hai phir aap Google search engine ka hai kyu use karte hain to unka Jawab hoga trust| Google YouTube, Gmail, blogger,google maps,google earth,etc se Lekar Android Har Jagah Google ka hai Naam hey to ham aaj ke google ke kuch interesting facts ke baare mein bhi Jan lete Hain
![]() |
interesting facts of google |
you also like this
best intersting facts of google in hindi
#1 - Google ek second Mein Lag Bhag $39480 kamata hai jo india me lagbhag 25,39,748, rupay hote hai
#2 - 2010 ke baad Google ne Har week kam se kam Ek company ko kharida hai|
#3 - Google ka sabse Pehle Doodle 1998 Google ke home page par Dikhai Diya jo newada main burning festival main Bhag le rahe logo ke baare mein tha Google Main Doodle banane ke liye ek bahut badi team kaam karti hai Jo abhi tak 1000 se jayada Doodle ko post kar chuki hai Doodle Ek Khaas Tarah ka logo Hota Hai jo Google ke home page par Kisi ka special day ya Kisi Bade vayakti Ki Yaad par Lagaya jata hai jaise ki agar India mein Diwali hai toh aapko Google ke home page par Diwali ke type kar Badal Dikhai dega
#4 - Google ne Gmail ki shuruvat 2004 ko ki thi Or yah jyada storage, faster mail send ki wajah se logo ke bich Kabhi famous bhi huva tha aur Jyada famous hone ki Wajah se Google Ne ise free Kar Diya
#5 - 2004 main he Google ne digital mapping company ko Apne Adhikar mein le liya aur 2005 Google map or Google Earth ko launch Kar Diya
#6 -2000 main Google ne Google Adword Ki suruvaat ki jo ek self service program hai jis ki help se Koi bhi vyakti campus Chala sakta hai aur Apna business grow kara sakta hai
#7 - Google par Har ek year me 2095100000000 search Kiye Jate Hain yani ki ek second Mein Lag bhag 60,000 Se Bhi Jyada search kiye jaate hai
#8 -2011 mein Google ka 96 % revenue Jo ki 3719 Arab dollar Tha vaha sirf advertising sehi aaya tha
#9 - Google main Street view map ke liye 80 lakh 46000 km Road ke barabar photograph liye hai
#10 -Google ka home page Itna Kali Kali kyu lagta hai Kyunki Sergey Brin call Larry Page HTML ka kya nahi tha jisse Ki Google ke home page ko aur Sundar banaya jata Haal hi mein Google ne Apne homepage me site mein menu aur Gmail ka option add kiya hai shuruwat mein to submit button bhi nahi tha return key hit Karke he search kiya jata tha
#11 - Google search engine 100 million Gigabyte ka hai itna data apne Paas save karne ke liye 1 Terabyte ki 100000 drive ki jarurat Hogi
#12 - Google ke head office mein 200 bakriyon ko Ghas katne ke liye Rakha Hai Google Apne office K laan main Ghas ki Kadai ke liye machino ka upyog nahi karta hai Kyunki se Google ke Daftar Mein Kaam karne wale karmacharya Ko pareshani hoti hai isliye Google ke laan Ki ghas Ki Safai ke liye 200 Bakriyon ko ghas ki safai ke liye Rakha Hai
#13 - Google ka Naam Vastav mein Mathematic word “goo gol”Se liya gaya hai iska matlab hota hai 1 Ke Baad 100 ziro jaise =
10,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,000,=1 googol.
#14 -Google usse Milte julte domain name Ko ko bhi kharida leta hai Jaise gooogle.com,go gle.com,googlr.com isliye Kyunki agar koi bhi user Agar Google se Milta julta naam bhi search kare to vah google ke paas hi jaye |
#15 - Google sabse Pehla naam “backrub” tha Jaise baad mein change kar ke Google Rakh Diya Tha Google ke founder ne |
#16 - Google ke founder Google ka naam “googol” Rakhna Chahte the par spelling mistake ki wajah se registration karte samay Google ho gaya tha |
#17 - Google me har week lagbhag 20000 ya usse bhi jyada logo google me job ke liye apply krte hai
#18 -google ne karmchariyo ko kaam par rakhne ke liye koi criteria feeks nahi hai |
#19 - google ke founder larry page or sergey brin ke airplan ko nasa ke runway par utarne ke ijajat hai |
#20 - google ne 2005 me android company ko kharida tha or aaj smartphone ke market par 80% par uska hi kabja hai jani har 5 me se 4 smartphone android operating system par based hote hai or daily 15 lakh android smartphone bikte hai|
#21 - agar google ke kisi employes ki agar accidently dead ho jaati hai to google uske family ko uski salary ka 50% hissa ka paisa uske family ko 10 saal tak deta hai|
is article me aapne interesting facts of google ke baare me jaana agar aap ke paas koi google se raleted facts hai to hame comment box me jarur bataye .
#20 - google ne 2005 me android company ko kharida tha or aaj smartphone ke market par 80% par uska hi kabja hai jani har 5 me se 4 smartphone android operating system par based hote hai or daily 15 lakh android smartphone bikte hai|
#21 - agar google ke kisi employes ki agar accidently dead ho jaati hai to google uske family ko uski salary ka 50% hissa ka paisa uske family ko 10 saal tak deta hai|
you also like this :-