Interesting fact of airplane in Hindi
hello friends,
Aeroplane science ka ek aysa invent hai ya aavishkaar hai jo hame ek jagah se dusri jagah travel krne me madd krta hai par aap me se kai ayse bhi honge jo shayad airplane ki parani history ko nahi jante honge ya usse jude intersting facts ke baare me nahi jante honge airplane ko sabse pahle 1903 me wright brothers ne banaya tha par kahi par is baat ko nakara bhi jata hai ki airplane ko sabse pahle india ke mumbai city ne ek vaykti ne banaya tha jiska naam “sivakar bapuji talpade” tha or unhone airplane ko 1895 me banaya tha or vah aeroplane 1500 fit tak udaan bhari thi jabki wright brothers ke dvara banaye gye airplane ne 1200 fit ki uchai tak hi udaan bhari thi or niche gir gaya tha par shivakar bapuji talpade ki yah khoj shayad itihaas(history) me kahi kho gayi hai or unki jagah par wright brothers ko es khoj ka shyey mila hai par es baat ka koi tos sabut nahi hai ki shivakar bapuji talpade ne airplane ki khoj ki thi to aaj ham isi airplane ke jode kuch interesting facts ke baare me jannenge to cahliye start krte hai…………….
![]() |
Interesting fact of airplane in Hindi |
you also like this:-
Interesting fact of airplane in Hindi
Fact 1:- Duniya Mein Pehla airplane Since 1903 me America ke 2 engineer or “Orville” or “Wilbur” Ne Banaya tha Jeene Hum we wright brothers ke Naam se Bhi, Jante Hai
![]() |
Interesting fact of airplane in Hindi |
Fact 2:- “Orville” or “Wilbur” Dwara Banai airplane ka Naam we wright flyer Rakha Gaya tha or Hori se 1903 flyer Abhi Kaha jata hai
Facts 3:- Daily Puri Duniya Mein lagbhag 5 lakh airplane Fly Karte Hain ya Keh lo Udaan Bharte Hain Aur Abhi Tak in airplanes me 5 % population{ jansankhya} he
Facts 4:- Neil Armstrong Jab Pehli Baar Chand (moon) par utare the to uske pass Wright Brothers ke pahle airplane ka parts Mila tha
Facts 5:- Ab Tak Ki Sabse Bada airplane accident 1977 me Huva tha jab 2 airplane runway par apas me takra gye the jinme 500-600 logo ki dead ho gyi thi
Facts 6:- Duniya ka sabse airplane BD -5 micro hai jiska weight ragbag 358 pond hai
Facts 7:- Duniya ki pehli Mahila (female) pilot “Harriet Quimby” thi jo America se thi or unhe 1911 me airplane drive krne ka license Diya gaya tha
Facts 8:- America mein Daily 2 lakh log lagbhag 3000 Se Bhi jyada flight me Safar Karte Hain
Facts 9:- Hartsfield Jackson Atlanta International Airport Duniya ka sabse busy Hawai Adda (runway) hai Jaha se her year lagbhag 96 million Travellers Apni flight lete hai
Facts 10:- airplane mein Mercury(para) le jana mana hai Kyunki airplane aluminium ke Bane Hote aur Mercury aluminium ko nashta (khatm) kar deta hai
facts 11:- Jis Insaan ko airplane me bedhne ne se dar lagta hai use “ aviophobia” kahte hai jo her 5 me se 1 insaan ko hota hai
Facts 12:- India me sabse busy airplane runway “Indira Gandhi international airport” hai
Facts 13:-India ke sabse Pehle pilot ka naam “ratanji dababhoy tata” tha
Facts 14:- dunia ka sabse purane airline ka naam “klm royal dutch” hai jiski suruvaat 7 oct 1919 me huvi thijoki 2019 me apne 100 year(saal) ko pure kr lega
Facts 15:-dunia ke pehle pilot ka naam “mr.wiley hurdeman post” tha jinka janm(birth) 22 nomber 1898 ko huva tha
Facts 16:- india ka sabse purana airport “juhu aerodrome’ naam ka airport hai jisko 1928 me suru kiya gya tha
Facts 17:- world ka pehla commercial jetliner ka naam “the de havilland dh 106 coment” hai jisne apne pahli udaan 27 july 1949 ko li thi
Facts 18:-world ke pahle jet aircraft ka naam “heinkel he 178” hai is aircraft ne apni pahli udaan 27 August 1939 me bhari thi or ise udaane wale pilot ka naam “erich warsitz” tha
Facts 19:- world ke pahle flight attended ka naam “Mr.heinrich Kubis” tha jo ki german airline me kaam krte the|
Facts 20:-1986 me voyager naam ke ek airplane ne bina jamil par utare hi puri dunia ka chakkar laga liya tha|
Facts 21:- airplane ke agale wale hisse me bethne wale ki tulna me pichele hisse me bethne wale ki tulna me Kisi Bhi vajah se huve accident me bechne ke chances jyada hote hai|
Facts 22:- technology ki is dunia me airplane bina pilot ke bhi uda skta hai par yathriyo(passenger) ki security ke hisaab se control room me pilot hote hai |
Facts 23:- Airplane ka khana kisi ko bhi pasand nahi aata hai Kyunki Hamari Jeebh jyada uchai par jane Ke Baad jeebh ka Swad Badal jata hai Isliye us khane mein bhi Namak Jyada Dala jata hai |
Facts 24:- airplane Main jo emergency ke time par Jo oxygen marks Diya jata hai Uske Sahare sirf aap 15 minute tak hi Zinda Raha sakte hain
Facts 25:- America ke ek passenger ne 1987 me ek airline ko 69 lakh rupay dekar airplane ka lifetime ya hamesa ke liye paas banva liya tha phir us insaan ne 2008 me 10000 fight me safar kiya tha jisse un air company ko 1billions 42 millions ka nuksaan huva tha uske baad un company ke un insaan ka paas Reject kr diya tha |
Facts 26:- airplane Is Tarah Se design Kiya Jata Hai Ki Vas par Aasman Se girnewali Bijli ka Koi asar Nahi hota hai ek Saal Mein kam se kam ek baar airplane ki Udaan mein Bijli airplane se takra hi Jati Hai par 1963 Ke baad koi bhi airplane us Bijli Girne se crash nahi huva hai
Facts 27:-Duniya ka sabse bada passenger airplane Airbus A 380 hai Jisme char engine lage hai
Facts 28:- Agar koi Insan air company mein kaam karna chahta hai to uske liye English bahut hai zaroori hai Kyunki English language airplane mein bahut hi important hai
Facts 29:- Wright brothers Ne jo pehla airplane banaya tha vah 1200 feet ki uchai tak hi udaan bhari thi
Facts 30:- Basically airplane mein 2 engine Hote Hain par airplane ek engine se hi chalta hai dusra engine sirf emergency me hi use kiya jata hai
you also like this:-
So ye the airplane se jode interesting facts jo aapne jaane agar aap ke paas is se juda koi interesting facts hai to hame comment box me share kre or is article ko apne friends ke saath share kre taaki ve bhi airplane se jode interesting facts ke baar me jaan ske|