Amazing facts of Facebook in Hindi
Hello friends,
Facebook ek social media platform hai facebook ki suruvaat 4 Feb 2004 ko huvi thi or Kuch hi saalo me yah social media ke Jagat me facebook sabse jyada popular ho gya facebook WhatsApp or Instagram ka Bhi owner hai or google or youtube ke Baad sabse jyada facebook use Kiya Jata hai facebook ko jab mark Zuckerberg ne banaya to vah “Harward university” ka ek student the to Aaj ke is article me ham facebook ke Jude interesting facts ke bare me jannewale hai
![]() |
Amazing facts of Facebook in Hindi |
Amazing facts of Facebook in Hindi
Facts 1:- facebook par her 20 minutes me lagbhag 18,51,000 status update kiye jate hai|
Facts 2:- facebook par her 20 minutes me 14,84,00 event invites post kiye jate hai |
Facts 3:- facebook me her 20 minutes me 27,16,000 photo ko share Kiya Jate hai |
Facts 4:- facebook par her 20 minutes me lagbhag 1.972 millions friends request sent or accept kiye jate hai |
Facts 5:-facebook par her 20 minute me 13,23,000 photos ko tag kiye jate hai |
Facts 6:- facebook me her 20 minutes me lagbhag 27,16,000 message kiye jate hai |
Facts 7:- facebook par her 20 minutes me lagbhag 10.2 million comment kiye jate hai |
Facts 8:- facebook ke “like” buttons ko her minute me Taliban 18 lakh Baar dabaya jaata hai |
Facts 9 :- agar aap ko facebook ke founder mark zuckerberg ke page par jana chahte hai to uska bhi sort cut hai aapko url ke aage 4 type kr dena hai aap sidha mark zuckerberg ke page par pahuch jayenge {www.facebook.com/4)
Facts 10:- agar AAP "Chris Hughes” or “Dustin muscovites” ke page par sort cut tarike se Jaana chahte hai to aapko facebook URL ke aage 5 or 6 ko type krna hai or ye dono facebook ke co-founder or mark Zuckerberg ke roommate the
Facts 11 :- facebook har aap kisi ko bhi block kr skte hai par aap mark zuckerberg ko nahi block kr skte hai agar aap mark zuckerberg ko block krne ko koshish krte hai to aapko vaha par ek error show ho jaata hai |
Facts 12:- facebook ka use itana jyada kiya jata hai ki 13 logo me se 1 ke paas to facebook ka account hota hi hai
Facts 13 :- facebook par sabse jyada like “barack obama” ki jit se raleted post ko kiya gya hai jise 4 lakh se bhi jyada like kiya gya hai or vah facebook par sabse jyada like kiya gya photo ban gya hai
Facts 14:- har ek facebook ke active user ke facebook par lagbhag 130 friends hote hai
Facts 15: -Pehle facebook ke “like” button ka naam “awesome” rakhne ka bhesla Kiya gya tha|
Facts 16:- facebook par daily 6 lakh hacking attacks hote hai |
Facts 17:- 488 million user daily mobile par facebook ko chalate hai |
Facts 18:- facebook par aabhi Bhi lagbhag 3 million mare (deads) logo ki profile facebook par available hai |
Facts 19:- 1 million se Bhi jyada website alag - alag tarike se facebook se connect hai |
Facts 20:- agar facebook server down ho Jaye Kisi Karan se to facebook ko her minute 25k dollars ka nuksaan Hoga |
Facts 21:- Yahoo or MTV ne 1 million dollars me bechne ka offer Bhi Diya tha par facebook ke founder mark Zuckerberg ne Kisi Karan se mana KR Diya tha |
Facts 22:- facebook ke user me 43% men or 57% facebook woman hai |
Facts 23:- facebook her month 3 million dollars ko sirf hosting par hi kharch KR deta hai taki unka server Kabhi Bhi down na ho |
Facts 24:- facebook ki Tarah se Ek report me facebook ne Kaha tha ki facebook par 14.3 million accounts fake hote hai or unme se jyadatar fake account India me hi create kiye jate hai |
Facts 25:- facebook par 10 likes ya usse jyada likes wale 42 million pages facebook par available hai |
Facts 26:- facebook par jo "poke" ka feature hai or bahut hi Kam log uske baare me Jante hai ki usko kaise use krte hai or Iska jyada use krne se facebook aapko block kr skta hai |
Facts 27:- kya aapko pata hai ki facebook ka color Nila kyu hai kyu ki facebook ke founder mark Zuckerberg ko “red-green color brightness”hai jisse vah sab color me se Nila color hi Sahi tarike se dekh skte hai|
Facts 28-fecebook par yah data bhi save rahta hai jo aapne fecebook par post krne ke liye likha tha par aapne use fecebook par post nahi kiya or us data ko fecebook ki ek team padhti hai ki kya karan tha ki aapne message to type kiya par post nahi kiya or isse insaan ke “psychological” ko samjhane ki koshis ki jaati hai
Facts 29-March 2015 ki Ek report me world me 1.44 arabon(billions) log facebook ka use krte hai or India me facebook ke 11.2 million users hai jo ki America ke Baad sabse jyada user hai facebook ke “economics times" ki report ke mutabik India me 5.5 million log daily facebook ko use krte hai|
Facts 30- mark zuckerberg or "Priscilla Chan" ki saadi 19 may 2012 me huvi thi |
Facts 31- fecebook google or youtube ke baad world me sabse jyada use kiya jaata hai
raleted article:-
- HOW TO LOCK FOLDER IN PC
- movie kese download kre?
- VLC प्लेयर की मदद से विडियो को MP3 में केसे कन्वर्ट करे |
- how to control your android phone from pc (Hindi)
- best interesting facts about Google in Hindi
- INTERESTING FACTS OF YOUTUBE IN HINDI
- Whatsapp amazing facts in Hindi
- Interesting fact of an airplane in Hindi
To ye “amazing facts about facebook(Hindi)” article Kaise hai hame comment me bata sakte hai or aapka koi questions ya suggestion hai to Bhi hame comment me bata skate hai|